Beading up a reality with background music.
Friday, November 22, 2013
Bandishen; dil ki, Zehen ki ,Rooh ki, Khudi ki,
Ranjishen; Zaat se, zamane se
Umeeden; tooti; Kirchiyon jaisi
Arzoo; moam jaisi
Khusboo; hawa jaisi
Mohabbat; tere jaisi, mere jaisi
Saath; jaisay khwaabon ka aur aankhon ka
Toh kholde woh girhen, tor de bandishen,
Jo tu ne apne zehen main janam din, aur paalin
Beh jaa, waqt ki lehr main
Aur mita de woh khauf umeeden tootne ka
Arzoo-en pighalne ka
Ke agar tujhe khudse mohabbat na hui,
Toh doosra bhi kabhi samajh nahi sake ga
Sunday, September 29, 2013
Aarzooayen aur khwahishayn jo adhoori rehjayen woh hi sahi hoti hain
Behtar hoti hain.
Kyunke jo humain nahi mila us ki qadar toh itni hai ke zameen aur asmaan ek karden. Lekin jo hai. Woh bus hai.
Uss say koi farq nahi parta. Zaroori nahi ke woh koi shakhs ho.
Jaisay paani hai, asmaan hai, kapray hain aur saansayn hain.
Jaisay kabhi samandarr ko orh kar bhi soye toh kaafi nahi hoga.
Sunday, June 30, 2013
IF words could escape, Id write a million to you.
Or Id memorize each feature, each attribute about you like a word
That everytime I whisper the word, I feel a part of you within me. That after you, Id have nothing to write about. That the words stop befriending me just like you stopped existing in me.

Saturday, March 30, 2013
Saturday, January 12, 2013
Subscribe to:
Posts (Atom)